naa jarro jhaye mustufa dhundhati hai
daya rey rasule khuda dhundhati hai
mubarak ho tum sabko hajj ka mahina
mubarak ho tum sabko hajj ka mahina
naa thi meri kismat key dekhu madina
madina wale se mera salam kehna
madina wale se mera salam kehna
phata mere gam se samandar kaa bhi sina
phata mere gam se samandar kaa bhi sina
naa thi meri kismat key dekhu madina
madina wale se mera salam kehna
madina wale se mera salam kehna
waha koyi chhota naa koyi bada hai
waha har bashar ek tap me khada hai
waha har bashar ek tap me khada hai
mohammad ki chaukhat peh jo gir pada hai
mohammad ki chaukhat peh jo gir pada hai
usi kaa hai marna usi kaa hai jina
usi kaa hai marna usi kaa hai jina
naa thi meri kismat key dekhu madina
madina wale se mera salam kehna
madina wale se mera salam kehna
bahut dur hu mai bahut dur hu mai tere asstha se
meri hajari ley aatha yaha se
mujhe baksha de wakt key imtihan se
key majbur hu mai gam-e do jahan se
chune gul sabhi ne tere gulsita se
mujhe sirf kante mile kyon fija se
tujhe sab pata hai kahu kya juban se
phakat ek ishara too kar de waha se
key sare hai kismat key nam meharban key
juda kar naa dekh ek bete ko man se
agar hukm hai maut kaa asman se
badal de meri jan meri man ki jan se
o shahe o alam, o shahe madina
mubarak ho tum sabko hajj ka mahina
mubarak ho tum sabko hajj ka mahina
naa thi meri kismat key dekhu madina
madina wale se mera salam kehna
madina wale se mera salam kehna