rakhe ram salamat ek hal do bailo ki jodi
humko kahe ka gum baju pakke te chati chaudi
dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye
aaye re dharti gaye re gaye re khushi ke din aaye
aaye re dharti gaye re mittti me sab milta hai
mitti se sab khilta hai are aaj mile ya kal mile
mehnat ka fal milta hai gaye re khushi ke din aaye
aaye re dharti gaye re
hal ke sath banate hai dharti pe hum taswire
hal ke sath banate hai dharti pe hum taswire
apne hatho se lekhte hai apni hum takdire
kam karte karte humko hai marna jina
pani kam hai to kya hai bahne do khun pasina
jo baitha aakash ko dekhe wo piche pachtaye re
aaye re khushi ke din aaye aaye re dharti gaye re
aaye re khushi ke din aaye aaye re dharti gaye re
jaldi jaldi hath chalao sathi bij hai bona
jaldi jaldi hath chalao sathi bij hai bona
beej pade par is mitti se paida hoga sona
apni kaun sunega hum kiska nam pukare
sabse achha apni bigdi aap saware bigdi aap saware
wo bhukha kyu rahe bhala jo sabki bhukh mitaye re
dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye re dharti gaye re
dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye re dharti gaye re
jhum uthi fasle kheto ki khatam huyi rakhwali
jhum uthi fasle kheto ki khatam huyi rakhwali
ab katenge hali angan bhar jayenge khali
sab hatho me daratiya leke jab nekle gawo me
sab hatho me daratiya leke jab nekle gawo me
nach uthi panihariya pahan ke jhanjhar paw me
khwab kisano ke lahrate kheto me lahraye re
dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye
aaye re dharti gaye re
rakhe ram salamat ek hal do bailo ki jodi
humko kahe ka gum baju pakke te chati chaudi