Dil ki baatein kahi hain
Usne palkein jhuka ke
Ek nazar usne dekha
Humko jo muskura ke
Hum jahan the wahin par, khade reh gaye
Unse naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye (x2)
[Sargam]
Jannat mein bhi shayad na ho
Koi hoor uss haseen ki tarah
Dekha nahi chehre pe humne
Kahi noor uss haseen ki tarah
Ishq ki woh ibtida hai
Husn ki woh inteha hai bakhuda… bakhuda
Kya bataun achanak
Kya hua hai mujhe
Muskura ke jo usne
Jab se dekha mujhe
Teer nazron ke dil mein gade reh gaye
Unse naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade…
Naina lade, naina lade ke reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Chashm-e-karam kijiye
Sarkaar hamari taraf
Dekho idhar bhi ek baar
Aye yaar hamari taraf
Hai asar yeh ek nazar ka
Rog humne umr bhar ka le liya… le liya
Dil ki baatein yeh sab
Unse jaakar kahein
Har ghadi, har samay
Uske sang hum rahein
Khaab aankhon mein kitne jade reh gaye
Unse naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye
Naina lade ke lade reh gaye (x2)