aa bhi ja meri dunia me koi nahi
bin tere kab talak yu hi ghabraye dil
bin tere kab talak yu hi ghabraye dil
aa mile teri najro se aisi najar
kuch na apni khabar ho na teri khabar
lakh dhundhu magar fir na paun kahi
yu mohhobat ke tufa me bah jaye dil
aa bhi ja meri dunia me koi nahi
bin tere kab talak yu hi ghabraye dil
teri sanso ki khusbu me kho jau mai
chaw me teri palko ki so jau mai
tu hi to mere khwabo ki hai nazni
kyu na tere liye jhum kar gaye dil
aa bhi ja meri dunia me koi nahi
bin tere kab talak yu hi ghabraye dil
chandani ki tarah meri mahfil me aa
koi ahat na ho iss tarha dil me aa
aasma hai dushman to zalim zami
ho na aisa ke kahna pade haye dil
aa bhi ja meri dunia me koi nahi
jiye bin tere kab talak ghabraye dil
aa bhi ja meri dunia me koi nahi
jiye bin tere kab talak ghabraye dil
aa bhi ja meri dunia me koi nahi
jiye bin tere kab talak ghabraye dil