mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
kaun zanjir rokti hai tumhe
kyu kadam laut laut jate hai
mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
jab dilo me nahi duri
raaz-e-dil mujhse kyu chhupati ho
apni uljhan chhupake tum mujhse
kyu meri uljhan badhati ho
kyu najar me hai khauf ke saaye
honth kyu kaanp kaanp jate hai
mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
tumko duniya se dar jo lagta hai
sabse chhupkar meri najar me raho
dil tumhare liye sajaya hai
dil me aajao apne ghar me raho
bandishe sari tod dete hai
pyar me dil jo dub jate hai
mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
kaun zanjir rokti hai tumhe
kyu kadam laut laut jate hai
mere humdam mere