kajarwa ne maare
kajarwa ne maare kai naujawan
gajarwa ne le li hazaaro ki jaan
marne walo ki
o marne walo ki halat pe, main to hansti rahi
na main pakdi gayi na main jakdi gayi
na main pakdi gayi na main jakdi gayi
kajarwa ne maare kai naujawan
gajarwa ne le li hazaaro ki jaan
marne walo ki
o marne walo ki halat pe, main to hansti rahi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
kajarwa ne maare, kai naujawan
kajarwa ne maare, kai naujawan
ye jo hatho pe mehandi ka rang hai
khun kiye hai sabut mere sang hai
ye jo hatho pe mehandi ka rang hai
khun kiye hai sabut mere sang hai
jaan lene ka ye bhi to, ek hasi dhang hai
jaan lene ka ye bhi to, ek hasi dhang hai
kaatil hoke bhi
ho kaatil hoke bhi, logo ke dil me basti rahi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
kajarwa ne maare, kai naujawan
maine palko me rakhi katar hai
meri najro me mera shikar hai
maine palko me rakhi katar hai
meri najro me mera shikar hai
dekh baaho ki fansi, o raja taiyar hai
dekh baaho ki fansi, o raja taiyar hai
bina janjiro ke
o bina janjiro ke, sabko main kasti rahi
na main pakdi gayi, na main jakdi gayi
na main pakdi gayi