Sone ke tere jhumke, sone ke tere jhumke
Chandi ki anguthi hai
Sone ke tere jhumke, chandi ki anguthi hai
Tarife hai sab lekin tu wade ki juthi hai
Mai tujhse nahi ruthi tu mujhse kyu rutha hai
Mai wade ki juthi hu tu waise bhi jutha hai
Are sone ke tere jhumke, chandi ki anguthi hai
Ye sikwe gile kaise subah sham kar to hai
Ye sikwe gile kaise subah sham kar to hai
Na kabhi kasuro ko badnam karta hai
Kyu badnam kyu badnam karta hai
Ilzam hai ye tujhpe, uilzam hai ye tujhpe
Nindiya tune luti hai
Tarife hai sab lekin tu wade ki juthi hai
O sone ke tere jhumke, chandi ki anguthi hai
Tune to kahi ka bhi jalim na mujhe choda
Tune to kahi ka bhi jalim na mujhe choda
Kahde tu kasam se kya dil mera nahi toda
Ho dil mera, dil mera nahi toda
Dil toda to kya dil to
Dil toda to kya dil to
Har aashik ka tuta hai
Mai wade ki juthi hu tu waise bhi jutha hai
Mai tujhse nahi ruthi tu mujhse kyu rutha hai
Mai aisi buri hu kya, ja tujhe laga lungi
Mai aisi buri hu kya, ja tujhe laga lungi
Chup jaungi ghunghat me or ghunghat na kholungi
Ghunghat are ghunghat na kholungi
O lagti hai hasi kitni lagti hai hasi kitni hai
Thodi si jo ruthi hai
Tarife hai sab lekin tu wade ki juthi hai
Mai wade ki juthi hu tu waise bhi jutha hai
Tu waise bhi jutha hai.