Mujhe Tadpati Rahi Roz Stati Rahi Lyrics | Damaad

                        
                        mujhe tadpati rahi roz stati rahi
tu isharo pe mujhe khub nchati rahi
itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me
itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me
jo mai kar baithi sitam maf kar do na sanam lo staungi nahi
mai bhi khati hu kasam itne din ki mulakat me
rutha choti si bat me ha itne din ki mulakat me
rutha choti si bat me

jab bhi mili tu mujh se kahi do bol mithe boli nahi
hardam jhagadti rahi tha pyar mere dil me agar
upar se mai yuhi humsafar akadti rahi
ab to marogi phir bhi na hogi ye berukhi kuch kam
jo mai kar baithi sitam maf kar do na sanam lo staungi nahi
mai bhi khati hu ksam itne din ki mulakat me
rutha choti si bat me ha itne din ki mulakat me
rutha choti si bat me

gujari wo bate jane bhi do mujhko na aise ab tane do
chhodo bhi ye dillagi kuch bhi tu bole kuch bhi kahe
tere sitam jo maine sahe mai lunga badla abhi
mane na kahna rutha ye sajna mai to manati rahi
mujhe tadpati rahi roz stati rahi
tu isharo pe mujhe khub nachati rahi
itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me
itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me
jo mai kar baithi sitam maf kar do na sanam lo staungi nahi
mai bhi khati hu ksam itne din ki mulakat me
rutha choti si bat me itne din ki mulakat me
ab aayi hai mere hath me
itne din ki mulakat me rutha choti si bat me
itne din ki mulakat me ab aayi hai mere hath me