yun toh mera dil machalta nahi aasani se

lekin jab se tujhko dekha dil gaya jaane kya tujhme baat hai
yun toh mera dil machalta nahi aasani se
yun toh mera dil machalta nahi aasani se
ud rahe hawa ke jaise aaj mere armaan kyun
dil ke ghar me aa baitha hai ajnabi sa mehmaan kyun
chhoti chhoti baato me bhi aa raha maza kitna
bewajah hi anjaana sa bann raha hai fasana kyun
yun toh mera dil machalta nahi aasani se
yun toh mera dil machalta nahi aasani se
sharaarat tumhari aankho me bhari hai
lekin yeh adaa bhi achhi lag rahi hai
mujhe hai pata jo mujhko hua hai
kuch na kuch toh waisa tujhe bhi hua hai
par le doobe na mujhko silsila hamara
yun toh mera dil machalta nahi aasani se
yun toh mera dil machalta nahi aasani se
machalta nahi aasani se
yun toh mera dil machalta nahi aasani se.