laila laila laila
o laila tujhe dhunde tera chhaila
o laila tujhe dhunde tera chhaila
ye duniya kya hain
ye duniya pagalkhana hain
pagalkhane ke ander ek pagalkhana hain
are ye duniya kya hain
ye duniya pagalkhana hain
pagalkhane ke ander ek pagalkhana hain
jitne bahar hain ek din unko ander aana hain
o laila tujhe dhunde tera chhaila
o laila tujhe dhunde tera chhaila
are jitne bahar hain ek din unko ander aana hain
hain hain hain
kahin na kahin yaha ya waha
are kaha waha yaha waha
yaha nahi waha nahi
waha nahi yaha nahi waha
jamuna ke teer laila ko dhunde
jamuna ke teer laila ko dhunde
jamuna ke teer jamuna ke teer jamuna ke
is dil me ya us ghar me
is dil me ya us ghar me
kahin na kahin are aag lagi hain
are dhua hi dhua hain bhai dhua
isme sabko jal jana hain pagalkhana hain
are pagalkhane ke ander ek pagalkhana hain
ae jitne bahar hain ek din unko ander aana hain
hain hain hain
o laila tujhe dhunde tera chhaila
o laila tujhe dhunde tera chhaila
hum premi hain diwane nahi hain
hum panchhi hain parwane nahi hain
hum premi hain diwane nahi hain
hum panchhi hain parwane nahi hain
o hum ud jayenge
humko jakad lo
janjire laao laao laao
inko jakdo lo jakdo lo
mushkil humko samjhana hain
pagalkhana hain
are pagalkhane ke ander ek pagalkhana hain
ae jitne bahar hain ek din unko ander aana hain
hain hain hain
o laila tujhe dhunde tera chhaila
o laila tujhe dhunde tera chhaila
are ye duniya kya hain
ye duniya pagalkhana hain
pagalkhane ke ander ek pagalkhana hain
jitne bahar hain ek din unko ander aana hain
o laila tujhe dhunde tera chhaila
o laila tujhe dhunde tera chhaila
are jitne bahar hain ek din unko ander aana hain
hain hain hain