Pighalta hua ye sama
Hawao mein ye narmiya
Pighalta hua ye sama
Hawao mein ye narmiya
Fizao mein ghulta nasha
Ye hum aa gaye hai kaha
Hai jaise dhula aasma
Hai phoolo bhari wadiya
Hai jaise dhula aasma
Hai phoolo bhari wadiya
Nadi gungunati hui
Ye hum aa gaye hai kaha
Hai phoolo hi ke kism ki
Mahak ye tere jism ki
Aawara aur mast hawa
Isme hai andaz tera
Ye nadiya ki lahre hai
Ya tera reshmi aachal
Jaise lahrata hai lahrata hai
Lahrata hai
Hai jaise dhula aasma
Hai phoolo bhari wadiya
Nadi gungunati hui
Ye hum aa gaye hai kaha
Kisko ye puche koi
Kisko ye puche koi
Titliya itni hai chanchal kyun
Bhawre hai har pal bekal kyun
Titliya itni hai chanchal kyun
Bhawre hai har pal bekal kyun
Tumko pata ho tum hi kaho
Tere mere jaisa pyar inko bhi hai
Pyar inko bhi hai
Pyar inko bhi hai
Pyar inko bhi hai
Pighalta hue ye sama
Hawao mein ye narmiya
Fizao mein ghulta hua nasha
Ye hum aa gaye hai kaha.