Aag Lage Is Sawan Lyrics | Darwaza

                        
                        o aag lage aag lage
aag lage is sawan chubh gaya kanta man me
ho chubh gaya kanta man me
o aag lage aag lage
aag lage is sawan chubh gaya kanta man me
ho chubh gaya kanta man me

ye jawani ya vahi bachpan ho ya vahi bachpan
ye armaa ye vahi dhadkan
jaan padi kis uljhan me
chubh gaya kanta man me
ho chubh gaya kanta man me
aag lage is sawan chubh gaya kanta man me
ho chubh gaya kanta man me

kon mila road pe aake
rah gayi mai to aankh chuppa ke
hath ulajh gaye daman me
chubh gaya kanta man me
ho chubh gaya kanta man me
aag lage is sawan chubh gaya kanta man me
ho chubh gaya kanta man me

jhum ke aise chhayi bahare o chayi bahare
chamak rahi hai dil ko pukare
chubh gaya kanta man me
ho chubh gaya kanta man me
aag lage is sawan chubh gaya kanta man me
ho chubh gaya kanta man me