kya khubi ki bhagwan ne insan banake
kya khubi ki bhagwan ne insan banake
insan ko bhagwan ki pahchan karake
kya khubi ki bhagwan ne
kya khubi ki bhagwan ne insan banake
insan ko bhagwan ki pahchan karake
kya khubi ki bhagwan ne
paida kiya mohan ne mrityulok me mohan
dono ke chale chakkr charkha or sudarshan
mohan ne murli tan se dunia ko lubhaya
bapu ne mantar ahinsa se jag ko jhukaya
aazad kiya hind aazad kiya hind bina khun bahake
kya khubi ki bhagwan ne insan banake
kya khubi ki bhagwan ne aazad kiya hind
aazad kiya hind bina khun bahake
kya khubi ki bhagwan ne insan banake
kya khubi ki bhagwan ne
kya khubi ki bhagwan ne insan banake
insan ko bhagwan ki pahchan karake
kya khubi ki bhagwan ne
gopal banke gauo ko van me charaya
hari se harijan ko mohan ne milaya
isne diya hai ekta aur prem ka vardan
samjho to ye insan hai samjho to bhagwan
kya khubi ki bhagwan ne insan banake
insan ko bhagwan ki pahchan karake
kya khubi ki bhagwan ne
kya khubi ki bhagwan ne insan banake
insan ko bhagwan ki pahchan karake
kya khubi ki bhagwan ne