tum ek najar
ha ha tum ek najar dekh chuke
ek najar aur
ek najar aur
sab faisle ho jayenge
bas ek najar aur
ek najar aur
ha tum ek najar dekh chuke
ek najar aur
ek najar aur
kyu dard ka afsana sunaya nahi tumne
sunaya nahi tumne
kyu dard ka afsana sunaya nahi tumne
sunaya nahi tumne
dekha jo tumhe
dekha jo tumhe
badhne laga darde jigar aur
darde jigar aur
do dil mile phir kisliye dushman hai zamana
dushman hai zamana
do dil mile phir kisliye dushman hai zamana
dushman hai zamana
kismat ka ishara
kismat ka ishara hai idhar aur udhar aur
idhar aur udhar aur
duniya ko pasand aayi na kyu rasme mohabbat
kyu rasme mohabbat
duniya ko pasand aayi na kyu rasme mohabbat
kyu rasme mohabbat
duniya ki najar
duniya ki najar aur mohabbat ki najar aur
mohabbat ki najar aur
kab tutegi, kab tutegi zanjire judai zanjire judai
kab tutegi, kab tutegi zanjire judai zanjire judai
ro ro ke jab
ro ro ke jab aa jayega aaho me asar aur
aaho me asar aur
tum ek najar
ha ha tum ek najar dekh chuke
ek najar aur
ek najar aur
tum ek najar