Mere hisse mein tu nahi hai
Yeh bhi jaanu kyon nahi hai
Mere hisse mein tu nahi hai
Yeh bhi jaanu kyon nahi hai
Itna hi bas mujhko pata hai
Main tera galat, tu nera sahi hai
Tere bin yeh gham hai
Kuchh saansein kam hain
Ke tujhko paane se zyada
Khoyi khoyi jaye
Dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
Aankhon ke kinaare baitha royi jaye
Dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
Yaadon ke sahare baitha royi jaye
Tere bina zindagi to hai par
Jeene se aitraaz hai
Maane huye hain do dil lekin
Takdeerein naraaz hain
Tere bina zindagi to hai par
Jeene se aitraaz hai
Maane huye hain do dil lekin
Takdeerein naraaz hain
Tu nhi humdum to raste bure
Tu nhi to nind bhi aankho se hai pare
kham-kha hi pad gai darare khwab main
Tere bin ye gamm hai
Kuch sanshe kam hai
Ki tujhko pane se jyada khoyi khoyi jaye
Dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
Kehta hai kahaani
Ishq ka yeh paani
Sab doobe saahil pe lekin
Koyi koyi aaye
Dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
Aankhon ke kinaare baitha royi jaye
Dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
Yaadon ke sahare baitha royi jaye
Dil royi jaye, royi jaye, royi jaye
Dil royi jaye, royi jaye, royi jaye.