Ek Daur Naya Duniya Lyrics | Deep Jalta Rahe

Lyricist : Shailendra
Music Director : Datta Dharmadhikari , Roshan
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Ek daur naya duniya me shuru
Bacho ke kadam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga
Ek daur naya duniya me shuru
Bacho ke kadam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga

Ye ram aur shri krishan ki dharti
Dharti budh mahan ki
Dharti budh mahan ki
Jug jug se is mitti
Ne agwahi ki insan ki
Agwahi ki insan ki
Ye desh hai arjun bhim ka
Tandav partap se vir ka

Kuch kar ke dikhayenge
Kuch kar ke dikhayenge
Hum kuch apne bhi dam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga

Yaha tulsi sur kabir aur meera
Amar tarane ga gaye
Amar tarane ga gaye
Kalidas aur kavi vidhya
Kati amrit ras barsa gaye
Amrit ras barsa gaye
Ye janam bhumi tegor ki
Sab kaviyo me sirf mor ki

Kuch kar ke dikhayenge
Kuch kar ke dikhayenge
Hum kuch apne bhi dam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga

Yaha lala lazpatraye ne
Uthkar dushman ki lalkara tha
Uthkar dushman ki lalkara tha
Mard maratha yahi par
Sing saman dahada tha
Sing saman dahada tha
Aaye subhas aaye gandhi
Chale prem ki ek aandhi

Kuch kar ke dikhayenge
Kuch kar ke dikhayenge
Hum kuch apne bhi dam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga
Ek daur naya duniya me shuru
Bacho ke kadam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga.