pyar jab tera mera
pyar jab tera mera hua
zamana muh dekhta rah gaya
o jalke hatho ko malta aaye haye
jalke hatho ko malta raha
zamana muh dekhta rah gaya
pyar jab tera mera hua
zamana muh dekhta rah gaya
duniya se dar ke
duniya se dar ke pichhe hata lete
hum jo ye bhadte kadam
duniya se dar ke pichhe hata lete
hum jo ye bhadte kadam
tum bhi tadapte hum bhi tadapte
sari umar o sanam humne wada jo pura
humne wada jo pura kiya
zamana muh dekhta rah gaya
pyar jab tera mera tera mera
pyar jab tera mera hua
zamana muh dekhta rah gaya
aakhir hamari aakhir hamari diwangi ne
humko mila hi diya
aakhir hamari diwangi ne
humko mila hi diya
pyase dilo ko tarse dilo ko
manjil pe la hi diya humne kahna dilo ka
humne kahna dilo ka jo mana
zamana muh dekhta rah gaya
jalke hatho ko malta aaye haye
jalke hatho ko malta raha
zamana muh dekhta rah gaya
manjil ho koi manjil ho koi ya koi rasta ho
humko thahrana nahi
manjil ho koi ya koi rasta ho
humko thahrana nahi
ek dusre ko jo kar de zuda wo kam karna nahi
humne daman se daman
humne daman se daman jo bandha
zamana muh dekhta rah gaya
pyar jab tera mera tera mera
pyar jab tera mera hua
zamana muh dekhta rah gaya.