karu kya dil to jane na
karu kya dil to mane na
hai deewana bada
isse bekarari na do
hosh me aaye na
isse wo khumari na do
maine barson se isko
sine me hai chhupake rakhha
bekhabar hai ya ye to
jane naa pyar hota kya
churao na dil churao na dil
churao na dil churao na dil
hai diwana bada
isse bekara ari na do
hosh me aaye naa
isse woh khuma ari na do
maine barson se isko
seene me hai chhupake rakhha
bekhabar hai ya ye toh
jaane na pyar hota kya
churao na dil churao na dil
churao na dil churao na dil
ehsaas na jane kaisa jage
dekhon tujhe tan pighalne lage
aalam jisse chuke betab hai
meri mohabbat me wo aag hai
kyun jalaate ho aise mausam me
dard samjho zara
behke arman hai pyasi dhadkan hain
main karu bhi to kya
churao na dil churao na dil
teri khataa hai na mera qusoor
ye sab to hai aashiqi ka suroor
baaho me mujhko bikhar jane de
hadd se bhi aage guzar jane de
teri aankhon ne meri aankhon se
jaane kya keh diya
naa sambhalne de ek pal ko bhi
hai yeh kaisa nasha
churao na dil churao na dil
hai diwana bada
isse bekarari na do
hosh me aaye na
isse wo khumari na do
maine barso se isko
sine me hai chhupake rakhha
bekhabar hai ya ye to
jane naa pyar hota kya