aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi
dolu mai ban phulo ki dhali
aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi
dolu mai ban phulo ki dhali
tan se man se rang chhute
jaise chand kiran mukh se fute
jaise chand kiran mukh se fute
hoth ban gaye phulo ke bute
hoth ban gaye phulo ke bute
julf ho gayi ho julf ho gayi kuch aur kali
aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi
dholu mai ban phulo ki dhali
cham cham karti gungunati aise jhum chali dagmagati
aise jhum chali dagmagati ju chale koi madhura ki mati
ju chale koi madhura ki mati
humse jaye nahi o humse jaye nahi chunari sambhale
aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi
dolu mai ban phulo ki dhali
dil ka armaa dil me jaga kya kahu mai jiya kase laga
kya kahu mai jiya kase laga pas hai mere sapno ka raja
paas hai mere sapno ka raja fir bhi raah taku mai
o fir bhi raah taku mai naino ki rani
aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi
dolu mai ban phulo ki dhali.