chaahe duniya chhute, chaahe rab ruthe
chaahe duniya chhute ye rab ruthe
jaaye meri jaan
par main nahi dena mera sajna
par main nahi dena mera sajna
chaahe duniya chhute, chaahe rab ruthe
chaahe duniya chhute ye rab ruthe
jaaye meri jaan
par main nahi dena mera sajna
par main nahi dena mera sajna
chaahe rab ruthe
gale gairo se mil ke
mera dil kyu jalaye
gale gairo se mil ke
mera dil kyu jalaye
sare bazaar mujhko tamasha kyu banaye
sitam tere sahungi, magar teri rahungi
chalegi saans jab tak tera hi naam lungi
pyaar ke dushman duniya badle
pyaar ke dushman duniya badle
kuch bhi rang yaha
par main nahi dena mera sajna
par main nahi dena mera sajna
chaahe rab ruthe
jala kar yun mera dil
kabhi tu bhi jalega
jala kar yun mera dil
kabhi tu bhi jalega
udegi nind teri, na dil par bas chalega
sanam teri duhaai, na kar ye bewafaai
main teri jindgi thi, hui kaise paraai
pyaar ki aag me jalte jalte
pyaar ki aag me jalte jalte
ho ja khaak yaha
par main nahi dena mera sajna
par main nahi dena mera sajna
chaahe duniya chhute, chaahe rab ruthe
chaahe duniya chhute ye rab ruthe
jaaye meri jaan
par main nahi dena mera sajna
par main nahi dena mera sajna
chaahe rab ruthe