Suno re bhai raja se bhikhari tak
Chor se pujaari tak
Raani se kahaari tak aaye
Naseeb azmaaye
Laga le daao zindagi ka
Bharosa nahi aadmi ka
Do minton mein raam
Naam satt hai bhai
Raja se bhikhari tak
Chor se pujaari tak
Raani se kahaari tak aaye
Naseeb azmaaye
Laga le daao zindagi ka
Bharosa nahi aadmi ka
Dilwaalon ke khel hai babu
Kismet waale khelenge
Dilwaalon ke khel hai babu
Kismet waale khelenge
Maya hogi meharbaan
To jholi bhar bhar le lenge
Bhale se jawaari tak
Panchhi se shikaari tak
Kangle se hazaari tak aaye
Naseeb azmaaye
Laga le daao zindagi ka
Bharosa nahi aadmi ka
Arre phenk phenk phenk pyaare
Raja se bhikhari tak
Chor se pujaari tak
Raani se kahaari tak aaye
Naseeb azmaaye
Laga le daao zindagi ka
Bharosa nahi aadmi ka
Kismet tujhko dhoondh rahi hai
Babu kyon sharmaata hai
Kismet tujhko dhoondh rahi hai
Babu kyon sharmaata hai
Arre peechhe peechhe rehne waala
Peechhe hi reh jaata hai
Buddhu se khilaadi tak
Coolie se anaadi tak
Gali se pahaadi tak aaye
Naseeb azmaaye
Laga le daao zindagi ka
Bharosa nahi aadmi ka
Kyon bete tingoo
Raja se bhikhari tak
Chor se pujaari tak
Raani se kahaari tak aaye
Naseeb azmaaye
Laga le daao zindagi ka
Bharosa nahi aadmi ka
Der na kar matwaale raja
Samay guzarta jaata hai
Der na kar matwaale raja
Samay guzarta jaata hai
Arre rooth na jaaye lachhmi rani
Kaahe der lagata hai
Bambay se attaari tak
Patli se bhaari tak
Fashionable naari tak aaye
Naseeb azmaaye
Laga le daao zindagi ka
Bharosa nahi aadmi ka
Aao bhai lagao bhai
Raja se bhikhari tak
Chor se pujaari tak
Raani se kahaari tak aaye
Naseeb azmaaye
Laga le daao zindagi ka
Bharosa nahi aadmi ka.