tota bola more kanha kahlate man mohan
tota bola more kanha kahlate man mohan
boli maina, boli maina, wo mohan hain
radha jisne sang samajhle radha jisne sang
boli maina, wo mohan hain
radha jisne sang samajhle radha jisne sang
tota bola more kanha ke sar par mor pakha hain

boli maina more pankh par radha naam likha hai
dekho radha naam likha hai

tota bola more kanha ki hilti rahti choti

maina boli choti radha ke charno par leti
radha ke charno par loti

tota bola kanha ki banshi gaati subh shaam

maina boli banshi gaati maina boli gaati
radha ji ka naam nahi wo banshi hai nakaam

aao, aao, aao he gokul ke raja
apni laaj bachao
apni laaj bachao
roye hum charno pe bhagwan
tum baithe muskaao
roye hum charno pe bhagwan