Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yahi char dina
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yahi char dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yaar bina
Mili duniya to maja hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke aur baje payal bhi
Mili duniya to maja hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke aur baje payal bhi
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yahi char dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yar bina
Mili duniya to maja hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke aur baje payal bhi
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yahi char dina
Sapne pure hue aaj din firte nahi deri
Sun o mere hasi aaj ek tuhi nahi
Sari dunia hai meri
Sapne pure hue aaj din firte nahi deri
Sun o mere hasi aaj ek tuhi nahi
Sari dunyia hai meri
Mili duniya to maja hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke aur baje payal bhi
Mili dunia to maja hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke aur baje payal bhi
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yahi char dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yaar bina
Sone chandi ka wo dil kya
Jo na dil ke kam aaya
Yaha to teri kasam
Pyar walo mein sanam
Apna pahla nam aaye
Sone chandi ka wo dil kya
Jo na dil ke kam aaya
Yaha to teri kasam
Pyar walo mein sanam
Apna pahla nam aaye
Mili duniya to maja hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke aur baje payal bhi
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yahi char dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yaar bina
Mili dunia to maja hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke aur baje payal bhi
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yahi char dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yaar bina.