Ek hi ghosla do dilo ka agar ho jaye to
Ek hi ghosla do dilo ka agar ho jaye to
Ek hi silsila dhadkano ka agar ho jaye to
Do takdiro ka ek faisla
Do takdiro ka ek faisla agar ho jaye to
Ek hi ghosla do dilo ka agar ho jaye to
Ek hi silsila dhadkano ka agar ho jaye to
Do takdiro ka ek faisla agar ho jaye to
Ek hi ghosla do dilo ka
Ek hi silsila dhadkano ka
Din se kahi jo mil jaye raina
Phulo ke jaisi khil jaye raina
Din se kahi jo mil jaye raina
Phulo ke jaisi khil jaye raina
Ho jaye sangum dharti gagan ka
Patjhad ko chhule jhoka pawan ka
Ek hi aasiya do gulo ka agar ho jaye to
Ek hi silsila dhadkano ka agar ho jaye to
Do takdiro ka ek faisla agar ho jaye to
Ek hi ghosla do dilo ka
Ek hi silsila dhadkano ka
Jaga hai dil me ye pyar kaisa
Hasne laga hai sansar kaisa
Rahne lagi kyu mai khoyi khoyi
Jagi hai ankhe mai soyi soyi
Ek hi faisla do kadam ka agar ho jaye to
Ek hi trishangi do labo ki agar ho jaye to
Do takdiro ka ek faisla
Do takdiro ka ek faisla agar ho jaye to
Ek hi ghosla do dilo ka
Ek hi silsila dhadkano ka.