O meri soniye o meri hiriye
O meri sahiba meri soniye
Meri baho me aake
Dil ki dhadkan bada ke
Baho mein aake
Dil ki dhadkan bada ke
Meri sanso mein halchal macha de
Mere soniya mere ranjhiya
Mere ranjhiya mere soniya
Ye na hoga jaani
Meri nai nai jawani
Ye na hoga jaani
Meri nai nai jawani
Aisa na ho koi gul khila de
O meri soniye o meri hiriye
Mere soniya mere ranjhiya
Chehra tera kyu
Pehle se bhi gulabi hua
Kya baat hai
Kya dekhakar aaj
Mausam sharabi hua
Mai kya janu sajan
Mere kanpe badan
Iska karan bhi tu hi bata de
Main kya janu sajan
Mere kanpe badan
Iska karan bhi tu hi bata de
Karan hai roop ki raani
Ye teri mast jawani
Mere soniya mere ranjhiya
Mere ranjhiya mere soniya
Hairan hoon kyu nazdeek
Aane se darti hoon main
Tanhai mein kyu yaad karke tujhe
Aahe barti hoon main
Tanhai me kyu yaad karke tujhe
Aahe barti hoon main
Isme hairani kaisi
Ye umar hi hai aisi
Hairani kaisi
Ye umar hi hai aisi
Jisko chahe deewana bana de
Is uamr se raam bachaye
Mujhse ye sahi na jaye
O meri soniye o meri hiriye
O meri sahiba meri soniye
Meri baho mein aake
Dil ki dhadkan bada ke
Baho mein aake
Dil ki dhadkan bada ke
Meri sanso mein halchal macha de
Mere soniya mere ranjhiya
Mere ranjhiya mere soniya
Ye na hoga janni
Meri nai nai jawani
Ye na hoga janni
Meri nai nai jawani
Ye na ho koi gul khila de
O meri soniye o meri hiriye
Mere ranjhiya mere soniya.