Ye Aarju Thi Ke Hanskar Koyi Mila Hota
Kahi To Humse Kisi Ka Dil Aashana Hota
Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe

Gaya Phira Aaj Ka Din Bhi Udas Karke Mujhe

Sabha Bhi Layi Na Koyi Payam Apno Ka
Sabha Bhi Layi Na Koyi Payam Apno Ka
Suna Rahi Hai Fasane Idhar Udhar Ke Mujhe
Gaya Phira Aaj Ka Din Bhi Udas Karke Mujhe
Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe
Maf Kijiye, Jo Mai Ajnabi Hu Mehfil Me
Maf Kijiye, Jo Mai Ajnabi Hu Mehfil Me
Ke Raste Nahi Malum Is Nagar Ke Mujhe
Gaya Phira Aaj Ka Din Bhi Udas Karke Mujhe
Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe
Wo Dard Hai Ke Jise Sah Saku Na Keh Pau
Wo Dard Hai Ke Jise Sah Saku Na Keh Pau
Milega Chain To Ab Jaan Se Gujarke Mujhe
Gaya Phira Aaj Ka Din Bhi Udas Karke Mujhe
Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe
Gaya Phira Aaj Ka Din Bhi Udas Karke Mujhe
Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe
Nigah Bharke Mujhe, Nigah Bharke Mujhe.