la la la la, la la la la, la la la la, la la la la
la la la, la la la la, la la la, la la la la
machalti-jhoomti thandi hawaye kehti hai
tadapti maujon ki chanchal adaye kehti hai
sanwaro zulf ko kali ghataye kehti hai
ye bhigi-bhigi suhani fizaye kehti hai
tumhi se aj tumhari nigahe kehti hai
tumhi se aj tumhari nigahe kehti hai
o o o o
shisha-e-dil itana na uchhalo
shisha-e-dil itana na uchhalo
ye kahi toot jaega, ye kahi phoot jaega
shisha-e-dil itana na uchhalo
nazare ho gaye qurban in nazaro par
machalke a gayi lahare bhi ab isharo par
ada se tairte phirte hai ham to dharo par
karenge pyar ka jadu javan baharo par
ye kahane ai hai sou machhaliya kinaro par
ye kahane ai hai sou machhliya kinaro par
o o o o
shisha-e-dil itana na uchhalo
shisha-e-dil itana na uchhalo
ye kahi toot jayega, ye kahi phoot jayega
shisha-e-dil itana na uchhalo
la la la la, la la la la, la la la la, la la la la
la la la, la la la la, la la la, la la la la
sambhalo hosh ke dariya ka gahra pani hai
na doob jao kahin bekhabar jawani hai
jawan bahar kinaron pe ani-jani hai
zara khayal rahe dil ajab nishani hai
abhi to pyar ki duniya tumhe basani hai
abhi to pyar ki duniya tumhe basani hai
o o o o
shisha-e-dil itna na uchhalo
shisha-e-dil itna na uchhalo
ye kahin toot jayega, ye kahin phoot jayega
shisha-e-dil itana na uchhalo