ho tu naa thee jab yaha jaise koyee kamee thee
hanske bhee aankho mein halkee halkee namee thee
tu jo aayee toh chalka huaa jaise pyar hain
tu jo aayee toh jaise ke aayee bahar hain
tu jo yun dil mein hamare aa gayee jazbat jage kayee
khushiya milee hain nayee
ghar ke aangan mein khushiyo kee jaise phuhar hain
aapne pyas ko deke panee kee hain sanjone kee meharbanu
apne kya hain sapne kya hain hota
kaise mohabbat kaa ikrar hain
tu jo aayee toh chalka huwa jaise pyar hain
ho shubh din aa gaya sabko iskee badhayee
yeh ghadee ek nayee jindagee sath layee
jindagee aa gayee ek nayee mode par
beeti bato ko abb peetche hee chhod kar
dekho isko tumhara kaha intjar hain
tu jo aayee toh jaise ke aayee bahar hain
meree aankho abb koyee dekhe naa mere aansu
mere dil se iss gam ko sabse chhupake rakh le tu
kyon ho lubhaye se kyon ho yun gumsum se
dil kee saree bate kaise kahun tumse
kya kahun kitnee mujhko khushee
yeh dekhkar hain milee, aaj khush hain koyee
jiskee chahat ke sagar kaa nahee koyee paar hain
jindagee aa gayee ek naye mode par
beeti bato ko abb peetchhe hee chodkar
dekho kisko tumhara kahan intjar hain
tu jo aayee toh chhalka huaa jaise pyar hain
tu jo aayee toh jaise ke aayee bahar hain