khwabon ko ankhon mein jagata koi
seene se needein laga ke
raaton ko dhire se sulata koi
chahat ki thapki dila ke
tooti padi hai badan me mere, mohabbat ki kitni angdaiyi
aanken khule aur chule mujhe, chahta hai dil ye ruswaiya
khwabon ko ankhon me jagata koi, seene se needein laga ke
nazro ke chubte hai teer hazaro
marham laga do baharo
humdardiyo ki sada se pukaro
nazar se na apni utaro
hoton pe rakhi rahi
meri ye baat, meri wo baat
kisi se kahe na kabhi jaake wo
khwabon ko ankhon mein jagata koi
seene se needein laga ke
raaton ko dhire se sulata koi
chahat ki thapki dila ke
hai jagado sulado khwabon ko, hai khwabon ko
padhle kitabein isharo ki dilbar, sab likh diya hai humara
suljha do mujhko bhi uljhi hui hu, ehsan hoga tumhara
banke paheli rahi meri ye raat
meri wo raat kisi se hui na ye subha