Dhoondhe nazar nazar
Mera chand hai kidhar
Aa jagmagake yu muskurake
Mujhko rahe na apni khabar
Dole kadam kadam bana husn bhi sitam
Dil ko bachake khud ko chhupake
Aakhir kaha ab le jaaye hum
Dhoondhe nazar nazar
Aaja ke main hu tere waste
Aankho ki shama jalaye huye
Wo shokh nazare jo pichha kare
Badhte kadam dagamagaye huye
Aaja ke main hu tere waste
Aankho ki shama jalaye huye
Wo shokh nazare jo pichha kare
Badhte kadam dagamagaye huye
Aa jagmagake yu muskurake
Mujhko rahe na apni khabar
Dhoondhe nazar nazar
Keh do humko na dekhe koi
Aise ke yeh dil dhadakne lage
Main kya karu mere sine mein jab
Ek aag mithi bhadakne lage
Keh do humko na dekhe koi
Aise ke yeh dil dhadakne lage
Main kya karu mere sine mein jab
Ek aag mithi bhadakne lage
Dil ko bachake khud ko chhupake
Aakhir kaha ab le jaaye hum
Dhoondhe nazar nazar
Mera chand hai kidhar
Aa jagmagake yu muskurake
Mujhko rahe na apni khabar
Dole kadam kadam bana husn bhi sitam
Dil ko bachake khud ko chhupake
Aakhir kaha ab le jaaye hum
Dhoondhe nazar nazar.