kisi ka dil lena ho ya kisi ko dil dena ho
hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao
jalwa phir dekho
kisi ka dil lena ho ya kisi ko
hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao
jalwa phir dekho aeji jalwa phir dekho
husn ka nasha hai jo ki jhumega jhumayega
usi ka hai jaam jo ki badh ke uthayega
husn ka nasha hai jo ki jhumega jhumayega
usi ka hai jaam jo ki badh ke uthayega
darna na ghabrana na o babu ji sharmana na
hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao
jalwa phir dekho aeji jalwa phir dekho
aankho se jafaye aur dil me wafaye hai
ye to matwale dilbar ki adaye hai
aankho se jafaye aur dil me wafaye hai
ye to matwale dilbar ki adaye hai
ruthe to manana na aur jaye to bhulana na
hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao
jalwa phir dekho aeji jalwa phir dekho
khud to pyase mare auro ko na peene de
yahi to hai duniya na jeeye aur na jeene de
khud to pyase mare auro ko na peene de
yahi to hai duniya na jeeye aur na jeene de
logo ko machalne do, koi jalta hai to jalne do
hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao
jalwa phir dekho kisi ka dil lena ho ya kisi ko
hanste jaao gate jaao najaro ko takrate jao
jalwa phir dekho aeji jalwa phir dekho