Kal se tauba tauba tauba
Aaj ki raat pine de saaki
Aaj ki raat pine de saaki
Kal se tauba tauba tauba
Kal se tauba tauba tauba
Ek pal aur jine de saaki
Ek pal aur jine de saaki
Kal se tauba tauba tauba
Kal se tauba tauba tauba
Aaj ki raat pine de saaki aaj ki raat
Teri aankho me jo bhi kajal hai
Mai samjhata hu meri botal hai
Teri aankho me jo bhi kajal hai ha kajal hai
Mai samjhata hu meri botal hai ha botal hai
Isi botal se jaam bharne de
Maykasho ko bhi naam karne de
Maykasho ko bhi naam karne de
Husn ka wasta pilaye ja pilaye ja
Aur adao ko gul khilaye ja khilaye ja
Aaj ki raat pine de saaki
Aaj ki raat pine de saaki
Kal se tauba tauba tauba
Kal se tauba tauba tauba
Aaj ki raat pine de saaki aaj ki raat
Pina hai to nigahe naaz se pi
Mere raja bade andaz se pi
Pina hai to nigahe naaz se pi ha naaz se pi
Mere raja bade andaz se pi bade andaz se pi
Aankhe meri hai mast maykhane
Hoth mere chalakte paymane
Hoth mere chalakte paymane
Yu to har roz raat aayegi aayegi
Ye jawani kaha se layegi layegi
Aaj ki raat pine de saaki
Aaj ki raat pine de saaki
Kal se tauba tauba tauba
Kal se tauba tauba tauba
Aaj ki raat pine de saaki aaj ki raat
Jab bhi sine me aag lagti hai
Aag pine se aag bujhti hai
Jab bhi sine me aag lagti hai aag lagti hai
Aag pine se aag bujhti hai aag bujhti hai
Ye zamana to kya bujhayega
Ek tera jaam kam aayega
Ek tera jaam kam aayega
Aakhiri bar pine aaya hu aaya hu
Teri raho me jine aaya hu jine aaya hu
Aaj ki raat pine de saaki
Aaj ki raat pine de saaki
Kal se tauba tauba tauba
Kal se tauba tauba tauba
Aaj ki raat pine de saaki aaj ki raat
Jawani ki umar bhi kya umar rangin hoti hai
Jo sathi samne ho to surahi pini hoti hai
Jawani ki umar bhi kya umar rangin hoti hai
Jo sathi samne ho to surahi pini hoti hai
Behte huye sharaabi agar farishta banna hai
To mujhse lipat ke pi lipat ke pi
Aaj ki raat pine de saaki
Ek pal aur jine de saaki
Kal se tauba tauba tauba
Kal se tauba tauba tauba
Aaj ki raat aaj ki raat
Aaj ki raat aaj ki raat
Pine de pine de pine de aaj ki raat.