Pritam yeh mat janiyo
Tose bichhudat mohe chain
Jaise ban kee lakadee
Sulagat hu din rain
Bheegi palkein utha
Meree jan ghum naa kar
Din judayee ke
Yeh bhee gujar jayenge
Jab talak teree
Banhe milengee mujhe
Tab talak yeh
Gesu bikhar jayenge
Bheegi palkein utha
Mere tan kee kalee
Ghum sey jal gayegee
Mere tan kee kalee
Ghum sey jal gayegee
Rang utar jayega
Dhup dhal jayegee
Rang utar jayega
Dhup dhal jayegee
Aa padee hai kuchh
Aisee ulajhan magar
Phir bhee tere
Deewane kidhar jayenge
Bheegi palkein utha
Jindagee hai toh
Mil hee rahenge gale
Jindagee hai toh
Mil hee rahenge gale
Ja rahee hain bahare
Toh janey bhee do
Ja rahee hain bahare
Toh janey bhee do
Do hee din toh mile
Jindaganee ke din
Kya yeh do din bhee
Yu hee gujar jayenge
Bheegi palkein utha
Meree jan ghum naa kar
Din judayee ke
Yeh bhee gujar jayenge
Bheegi palkein utha.