choro ki tarah chupke chupke tanhai me jake pite hai
aise bhi hai pine wale jo yaro se chhupake
are wah yaro se chhupake pite hai
yaro se chhupake pite hai
yaro se chhupake pite hai
aise bhi hai pine wale jo yaro se chhupake
hoye yaro se chhupake pite hai
pine ka jab maza hai ke mahfil me aake pi
sharmo hizab chhod nigahe mila ke pi
achi nahi hai yaro se ye badgumaniya
la hath dosti ka badha muskura ke pi
tanhai me pina kuch bhi nahi
apne liye jina kuch bhi nahi
milti hai jo hum dilwalo ko
auro ko pilake pite hai
aise bhi hai pine wale jo yaro se chhupake
hoye yaro se chhupake pite hai
yaro se chhupake pite hai
jo tujhko pine se rokta hai
sharab pine se tokta hai
use jaha ki khabar nahi hai
hakikato par najar nahi hai
kisi se jhagda na kar piye ja
hasi khushi sare din jiye ja
hai do ghadi ye jindgani
na jake aayegi fir jawani
kaha na mera jo tune mana
hasega ye sangdil jamana
kisi se jhagda na kar piye ja
hasi khushi sare din jiye ja
le jam utha takrar na kar
tujhko hai kasam inkar na kar
duniya me jo himmatwale hai
duniya me jo himmatwale hai duniya ko jalake
duniya ko jalake pite hai
choro ki tarah chupke chupke
tanhai me jake pite hai
aise bhi pine wale hai
jo auro se chhupake pite hai