rasta to mil gaya hai manzil ko dhund lunga
me katl hoke apne katil ko dhund lunga
rasta to mil gaya hai manzil ko dhund lunga
me katl hoke apne katil ko dhund lunga
rasta to mil gaya hai manzil ko dhund lunga
mana ke mere dusman chalak to bade hai
tufan me ghira me isahil pe wo khade hai
mana ke mere dusman chalak to bade hai
tufan me ghira me isahil pe wo khade hai
tufan me ghira me isahil pe wo khade hai
me dub bhi gaya to, me dub bhi gaya to
me dub bhi gaya to sahil ko dhund lunga
me katl hoke apne katil ko dhund lunga
rasta to mil gaya hai manzil ko dhund lunga
bhula nahi hai mujhko ab tak wo najara
ek saksh ko kisi ne kis bujdili se mara
bhula nahi hai mujhko ab tak wo najara
ek saksh ko kisi ne kis bujdili se mara
ek saksh ko kisi ne kis bujdili se mara
parde me wo chhupa hai, parde me wo chhupa hai
parde me wo chhupa hai bujdil ko dhund lunga
me katl hoke apne katil ko dhund lunga
rasta to mil gaya hai manzil ko dhund lunga
gujri hai aaj unki mehlo se meri galiya
do char roj ki hai bas unki rang raliya
gujri hai aaj unki mehlo se meri galiya
do char roj ki hai bas unki rang raliya
do char roj ki hai bas unki rang raliya
me apne dusmano ki, me apne dusmano ki
me apne dusmano ki mahfil ko dhund lunga
me katl hoke apne katil ko dhund lunga
rasta to mil gaya hai manzil ko dhund lunga
me katl hoke apne katil ko dhund lunga
rasta to mil gaya hai manzil ko dhund lunga