aao manaye jashne mohabbat
jam uthaye jam ke bad
sham sey pehle kaun soche kya
hona hai sham ke bad, aao manaye
hamari tamanna tumhe pyar karna
hame aur karna kya, hame aur karna kya
mohabbat me ruswa huye bhi toh kya
hai duniya sey darna hai kya
aage koyi iljam nahi hai, chahat ke iljam ke bad
aao manaye jashne mohabbat
jam uthaye jam ke bad, aao manaye
ye aalam hai jaise udda ja raha ho
tumhe leke baho me, tumhe leke baho me
tumhare labon se hamare labo tak
nahi koyi rah me
kaise koyi abb dil ko sambhale
itane hasi paigam ke bad
aao manaye jashn-e-mohabbat
jam uthaye jam ke bad
sham sey pehale kaun soche
kya hona hai sham ke bad, aao manaye