janey valo jara, mud ke dekho mujhe
ek insan hu mai tumhari tarah
jisne sabko racha, apne hi rup sey
usaki pahchan hu mai tumhari tarah
janey valo jara
iss anokhe jagat ki mai takdir hu
mai vidhata ke hatho ki tasvir hu, ek tasvir hu
iss jahan ke liye, dharati man ke liye
shiv kaa varadan hu, mai tumhari tarah
janey valo jara
mann ke andar chhipaye milan ki lagan
apne suraj sey hu ek bichhadi kiran, ek bichhadi kiran
phir raha hu bhatakata, mai yaha sey vaha
aur pareshan hu, mai tumhari tarah
janey valo jara
mere pas aao chhodo yah sara bharam
jo mera dukh vahi hai tumhara bhi ghum, hai tumhara bhi ghum
dekhata hu tumhe janata hu tumhe
lakh anjan hu mai tumhari tarah
janey valo jara