sath baras ka dulha dulhan pachpan sal ki
sath baras ka dulha dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo nand lal ki
sath baras ka dulha dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo nand lal ki
kya hai deepak bati kya hai chanda or chakori
inki jodi jaise are inki jodi jaise
jaise shivji parvati ji jode
sath baras ka dulha dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki
aaye haye ghunghat me dulhan ka chera
aaye haye dulhe ne bandha hai sehra
guhnghat me dulhan ka chera
aye haye dulhe ne bandha hai sehra
aaj hui fir inki sadi
aye haye aaj fir liya satwa fera
are tum kyu hamse dur khade ho
are tum kyu hamse dur khade ho
tum ho ape sathi
sath hamare jhumo gao ban jao barati
sath baras ka dulha dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki
ho dekho pita ji or mata ji
ho dekho pita ji or mata ji
mani tumko hu samjhata ji
janam janam tak sath nibhana
janam janam ka ye nata ji
mai murkh hu are mai murkh hu par pandit ka kam kiya hai
tum dono ko pati patni ka maine nam diya hai
sath baras ka dulha dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki
apna jiwan jane kaisa ram kare ho jaye aisa
ho jaye aisa sath baras ke jab hum ho to
byah kare inke jaisa inke jaisa
log hamari sadi ka bhi yun hi jasan manaye
log hamari sadi ka bhi yun hi jasan manaye
aaj hamne gaya hai ye hi geet ye gaye
sath baras ka dulha dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki
sath baras ka dulha dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo band lal ki