aisa koi jindagi me aaye, jo jindagi ko jindagi banaye

thodi khushiya ho thode aansu ho, aur jara jara pe muskuraye

dil o jan sey jo mujhpe mare, sirf mujhse mohabbat kare
mere khwabo me khoya rahe, mere kandho peh soya rahe
mere liye duniya bhulaye, mere dardo gum bhi uthaye
aisa koi jindagi me aaye, jo jindagi ko jindagi banaye
aisa koi jindagi me aaye, jo jindagi ko jindagi banaye
lamha lamha umar bant le, meri tanhayiya kaat le
har ghadi bas mera nam le, ladkhadayu jo mai tham le
mere sare sapne sajaye, meri palko me ghar banaye
aisa koi jindagi me aaye, jo jindagi ko jindagi banaye
thode khushiya ho thode aansu ho, aur jara jara peh muskuraye