Hichki Aayi Hai Lyrics | Double Gadbad

Lyricist : Baba Sehgal
Music Director : Baba Sehgal , Baba Sehgal
Singer : Baba Sehgal
                        
                        hichki aai hai, hichki aai hai
hichki aai hai, whisky pikar
hichki aai hai, hichki aai hai
hichki aai hai, whisky pikar
aaj main drunk hun, mujhe hosh nahi main kaun hun
main haklaaun mujhe maaf karna
haatho me jaam aur rangeen shaam
main lagaaun nahi sar dard ka baam
away from wife, whose like a knife
peg lagaunga
hichki aai hai, hichki aai hai
hichki aai hai, whisky pikar
hichki aai hai, hichki aai hai
hichki aai hai, whisky pikar
piunga aur jiunga aur gana gaaunga
apne dushmano ki yaaro band bajaunga
piyega aur jiyega aur gana gaayega
apne dushmani ki yaaro band bajayega
jaam pe jaam chadhaunga, besudh ho jaaunga
duniya chaahe kuch bhi bole, dhum machaaunga
hichki aai hai, hichki aai hai
hichki aai hai, whisky pikar
hichki aai hai, hichki aai hai
hichki aai hai, whisky pikar
when i get up in the morning
jab dekhta hun apne aap ko shishe ke saamne
main smart to hun, par aur bhi smart ban sakta hun
but hontho ke upar kala paint laga hai
are ye kala paint nahi teri muchhe hai
maalum hai yaar, i was just joking
no poking your nose, because i am a king
i can do anything
muchhe rakhunga, kaatunga marzi meri
ek hi nazar kaatunga vo, vo kaun
vo jo ban gaya hai jindgi ki top tension

tension chhodo yaar peg lagao
hichki aai hai, hichki aai hai
hichki aai hai, whisky pikar
hichki aai hai, hichki aai hai
hichki aai hai, whisky pikar
are yaaro sath gaao, naacho jhumo
hichki aai hai, hichki aai hai
hichki aai hai, whisky pikar