janey kaha le ke jaye jindagi
kaise khwab dikhaye jindagi
banke tera humsafar
mai chala janey kidhar jindagi o jindagi
kya kya rang dikhaye jindagi
janey kaha le ke jaye jindagi
janey kaha le ke jaye jindagi
kaise khwab dikhaye jindagi
banke tera humsafar
mai chala janey kidhar jindagi o jindagi
kya kya rang dikhaye jindagi
janey kaha le ke jaye jindagi
abhi abhi chalte chalte aisa laga hai
abhi abhi tune mujhse kuchh toh kaha hai
mere har kadam par tune khushiya bhichha di
chaha tha jo kuchh maine, sab mil gaya hai
koyi shikwa bhi nahi
kuchh shikayat bhi nahi jindagi o jindagi
itne phul khilaye jindagi
janey kaha le ke jaye jindagi
dil mera laya mujhko, dil ke sheher me ha
tare bhichhe hain kaise, har rahgujar me
khushiya hui hain mujhko itni merherban
rehta hu jaise abb toh khushiya ke ghar me
iss sheher ko hai talash
rahgujar ko hai talash jindagi o jindagi
dil ke saaj sunaye jindagi
janey kaha le ke jaye jindagi
banke tera humsafar
mai chala janey kidhar, jindagi o jindagi