bane to ban jaaye zamana dushman
bane to ban jaaye zamana dushman
mai teraa hun dulhaa tu meri dulhan
bane to ban jaaye zamana dushman
bane to ban jaaye zamana dushman
tu meraa hai dulhaa mai teri dulhan
duniyaa ne zanjire to daali thi paanv me
ae ji aa hi baithe hum teri zulfo ki chhaanv me
duniyaa ne zanjire to daali thi paanv me
aa hi baithe hum teri zulfo ki chhaanv me
ki honaa thaa ho ke rahaa ye milan
bane to ban jaaye zamana dushman
mai teraa hun dulhaa tu meri dulhan
tu meraa hai dulhaa mai teri dulhan
mera dil bechain tha sahaare ke liye
ye najre betaab thi najaare ke liye
mera dil bechain tha sahaare ke liye
ae ji ye najre betaab thi najaare ke liye
mohabbat ne aakhir utha di chilman
bane to ban jaaye zamana dushman
mai teraa hun dulhaa tu meri dulhan
tu meraa hai dulhaa mai teri dulhan
mai doli me baith ke ghar aai chaand ke
are mai laaya hun chaandani ko sehraa baadh ke
mai doli me baith ke ghar aai chaand ke
are mai laaya hun chaandani ko sehraa baadh ke
na chori hi ki hai na kiyaa hai gaban
bane to ban jaaye zamana dushman
mai teraa hun dulhaa tu meri dulhan
tu meraa hai dulhaa mai teri dulhan
mai teraa hun dulhaa tu meri dulhan
tu meraa hai dulhaa mai teri dulhan