humne tujhko pyaar kiya
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna kaun karega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna kaun karega itna
tune hum par laakh zafa ki
humne ada hi samjhi tujhse koi bhul hui to
apni khata hi samjhi samne tere yun hans hans ke
samne tere yun hans hans ke lutte rahe hum jitna
kaun lutega itna kaun lutega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna kaun karega itna
pyar pe mere naaz tumhe tha yaad karo wo nazara
haath pe apne likh lete the jab tum naam humara
teri ada ke bhole pan se teri ada ke bhole pan se
mitte rahe hum jitna kaun mitega itna
kaun mitega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna kaun karega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna kaun karega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna kaun karega itna
aankh churai thes lagai dil bhi tune toda
laakh chhudaya tune daman humne saath na chhoda
tere karam ko tere sitam ko
tere karam ko tere sitam ko sahte rahe hum jitna
kaun sahega itna kaun sahega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna kaun karega itna
tu hi tu hai in aankho me aur nahi koi duja
tujhko chaha tujhko saraha aur tujhe hi pooja
tere dar ko maan ke mandir
tere dar ko maan ke mandir
jhukte rahe hum jitna kaun jhukega itna
kaun jhukega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna kaun karega itna
humne tujhko pyaar kiya hai jitna
kaun karega itna kaun karega itna