kitna suhana wo din hoga jis din hamara milan hoga
aankho me aanhke baho me bahe dharti se milta gagan hoga

kitna suhana wo din hoga
kaho mere masum khwabo ki tum kisi roz tabir ban jaoge

kitna ha ha kitna suhana wo din hoga jis din hamara milan hoga
aankho me aanhke baho me bahe dharti se milta gagan hoga
kitna suhana wo din hoga
sunungi jab awaz shahnayi ki mai chup chup ek dekhungi barat ko

jo aayengi lekar mere meet ko gale se lagalungi us rat ko
kitna ha ha kitna suhana w odin hoga jis din hamara milan hoga
aankho me aanhke baho me bahe dharti se milta gagan hoga
kitna suhana wo din hoga
idhar sej kaliyo se hogi bhari udhar phul sahre ke mahke hue
ulat doge tum aake ghunghat mera to
jhuka jayenge naina bahke hue