Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye
Abhi ye kal ki bat hai
Hasin khwab tha jaha
Wo khwab sare jal gaye
Ye sath rah gaya dhua
Abhi ye kal ki bat hai
Hasin khwab tha jaha
Wo khwab sare jal gaye
Ye sath rah gaya dhua
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye
Labo se chin ke hasi
Hame ye ashk kyu diye
Gunah hamne kya kiya
Saja mile ye kisliye
Labo se chin ke hasi
Hame ye ashk kyu diye
Gunah hamne kya kiya
Saja mile ye kisliye
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye
Bade hai khusnasib ham
Hame bada garur tha
Wo nashe ka daur tha
Wo jhutha ek sarur tha
Bade hai khusnasib ham
Hame bada garur tha
Wo nashe ka daur tha
Wo jhutha ek sarur tha
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Wo manjile badal gayi
Kaha the hum kaha hai hum
Azib zindagi hai ye
Kabhi khushi kabhi hai gum
Azib zindagi hai ye.