baadab bamulahija hoshiyar
mehfil me lutane wala hai pyar
aa gayi julfo wali, aankho me surma hontho peh lali
dilruba dilli wali
dilruba dilli wali
dilwalo me aa gayi
nasha bankar uthi jhum kar chha gayi
dilruba dilli wali ha
dilruba dilli wali
dilwalo me aa gayi
nasha bankar uthi jhum kar chha gayi
dilruba dilli wali
subahan allah subahan allah
jaisa suna tha waisa hi paya, aapko dekha toh yaki aaya
agar firdaus bararue jaminast hamiasto hamiasto hamiast
aap aaye haan aap aaye mil gayi daulat hume zamane ki
ki aap hi se haan aap hi se
aap hi se hai raunak garibkhane ki garibkhane ki
aap kya aaye ghar me bahar aa gayi
dilruba dilli wali ha
dilruba dilli wali
dilwalo me aa gayi
nasha bankar uthi jhum kar chha gayi
dilruba dilli wali
mbaadab bamulahija hoshiyar
aa rahe hain aashiqo ke saradar
tauba tauba yeh aaj meri chashme aawara
kya dekh rahi hai najara
kee mera rakeeb tere karib are phute nasib
apaki tarif, ek aashiq garib
haan yeh gairo se ulfat ye kadardani teri
haan yeh gairo se ulfat ye kadardani teri
mujhko darr hai le na dube tujhko nadani teri
haan yeh gairo se ulfat ye kadardani teri
mujhko darr hai le na dube tujhko nadani teri
banake husn ko nata naa yu sitam todo
banake husn ko nata naa yu sitam todo
bas apne dil hi ko samajhao mera gham chhodo
mera gham chhodo
ki mai pikar ye jaam hosh me aa gayi
dilruba dilli wali
dilruba dilli wali
ab hosh me aa gayi
nasha bankar uthi jhum kar chha gayi
dilruba dilli wali
jo chheda maine tarana, suna aur samajh liya
samajh liya samajh liya
sunaya maine jo gaana
woh dil pe likh bhi liya
likh liya likh liya
aur mere dil ki baat, woh bhi yaad aa gayi
aa gayi aa gayi aa gayi aa gayi
toh bujhakar chirag aa bhi ja tu dil me dil me
ki jalne walo ka kya kaam mehfil me
dilruba dilli wali
dilruba dilli wali
dilwalo me aa gayi
nasha bankar uthi jhum kar chha gayi
dilruba dilli wali.