kya koi surat itani
khubsurat ho sakti hain, ha ho sakti hain
maine dekhi hain, apani aankho se
ho apni aankho se
kya koi surat itani
khubsurat ho sakti hain, ha ho sakti hain
maine dekhi hain, apani aankho se
ho apni aankho se
kadam kadam pe is ada se
yu machal rahi hain ho
jameen par nahi kasam se
dil pe chal rahi hain wo
usko dekha hain jabse, puchh raha hu sabse
kya koi surat itani
khubsurat ho sakti hain, ha ho sakti hain
maine dekhi hain, apani aankho se
ho apni aankho se
zara zara sa uske, karib aa raha hu main
to mujhse kah raha hain mera dil
ki ja raha hun main
usko dekha hu jabse, soch raha hu main tabse
kya koi surat itani
khubsurat ho sakti hain, ha ho sakti hain
maine dekhi hain, apani aankho se
ho apni aankho se
ye masoom chehara, ki phulo ka sahra
ye rangin nazare, ki shayar ki gajle
ye dilkash jawani, ke aag aur paani
ye julfe paresha, ki abrre bahara
ye khushbu hi khushbu, ye jaadu hi jaadu
ye ladki akeli, ya koi paheli
ye andaz aise, sabhi naaj aise
wo saare jaha se, ho naraj jaise
nikale ek dua lab se
maang lu usko main rab se
kya koi surat itani
khubsurat ho sakti hain, ha ho sakti hain