Bakre Wala Ye Baba Lyrics | Dushman Duniya Ka

Lyricist : Ravindra Jain
Music Director : Mehmood , Anu Malik
Singer : Mehmood Ali
                        
                        Bakre wala ye baba hidayat kare
Bakre wala ye baba hidayat kare
Jhadu khane me aana buri bat hai
Buri bat hai
Aa gaye to baitho ghadi do ghadi
Aake yu laut jana buri bat hai
Bakre wala ye baba hidayat kare
Bakre wala ye baba hidayat kare

Jhadu khane mein aana buri bat hai
Bakre wala

Jhandu khane se aayi hai taja khabar
Aaj taja khabar taja khabar
Jhandu khane se aayi hai taja khabar
Ab na apas mein jhagda karenge basar
Jis khabar mein koi dam na ho wo khabar
Jis khabar mein koi dam na ho wo khabar
Dum lagake udana buri bat hai
Bakre wala ye baba hidayat kare

Barabar pio hum barabar pilaye
Na tum baj aao na hum baj aaye
Barabar pio hum barabar pilaye
Na tum baj aao na hum baj aaye
Nasha koi bhi nahi aisa is jamane mein
Ke jo nasib na ho mere jhandu khane mein
Bakre wala ye baba to mashur hai

Are pine wala bhi adat se majbur hai
Tum ko lat oji punjab ime lat laat ko bolte hai
Lekin is lat ka matlab ha iadat
Yahi bakre wala baba ka kalam hai
Tumko lat pad gayi hai to ye lai kisi

Tumko lat pad gayi hai to ye lai kisi
Dusre ko lagana buri bat hai
Bakre wala ye baba hidayat kare

Hoge gumrah to gham tum bhi ho jaoge
Hoge gumrah to gham tum bhi ho jaoge
Jhandu pike andhe hoke so jaoge
Jhandu pike andhe hoke so jaoge
Jhandu khane ko koi apna ghar jankar
Jhandu khane ko koi apna ghar jankar
Apne ghar ko na jana buri bat hai
Bakre wala ye baba hidayat kare

Hai konsa daman jo dagdar nahi
Hai konsa daman jo dagdar nahi
Hai kaun jispe koi bhi nasha sawar nahi
Hai kaun jispe koi bhi nasha sawar nahi
Das ki misri waste thoda sa lijiye

Thoda lete ho lo taurbe ke liye
Thoda lete ho lo taurbe ke liye
Warna pina pilana buri bat hai
Bakre wala ye baba hidayat kare

Goli par goli bnasha ban gayi

Jo li dusri to maja ban gayi
Jo li tisri to saja ban gayi
Ye goli pe goli kaza ban gayi
Ye goli pe goli kaza ban gayi
Ye goli pe goli kaza ban gayi
Ye goli pe goli kaza ban gayi

Maut ke hath mein saup kar jindagi
Maut ke hath mein saup kar jindagi
Jindagi ka manana buri bat hai
Bakre wala ye baba hidayat kare

Abhi umar hai kam masum hai ye
Itna na pila ke ye aa na sake
Aa jaye to inko aise fasa
Kahi dur na ye ja sake

Bakre wala ye baba hidayat kare
Jhadu khane mein aana buri bat hai
Buri bat hai
Aa gaye to baitho ghadi do ghadi
Aake yu laut jana buri bat hai
Bakre wala ye baba hidayat kare

Ye to meri nasihat thi

Or agar tum log nah imanoge
To phir mera dawa suno
Bakre wale baba ka dawa suno
Gaur se suno
Kabhi tumko rakhunga makhi bnanakar
Kabhi udaunga machhar banakar
Yahi par gutar gu karoge

Rakhunga main tumko kabutar banakar
Ye hai mere dawa ho mere dawa
Bakre wala baba ho tera dawa
Ye hai mere dawa ho mere dawa
Bakre wala baba ho tera dawa