Thoda thoda sone ka rang
Thodi thodi chandi ki chamak
Thoda thoda sone ka rang
Thodi thodi chandi ki chamak
Thoda kaliyo ka ras
Jab milaya gaya
Tab yeh meraa badan janeman
Banaya gaya banaya gaya
Thoda thoda sone ka rang
Thodi thodi chandi ki chamak
Koyi mujhsa yaha khubsurat nahi
Mujhe gehno ki koyi jarurat nahi
Ho chand ki chandni bhi madham lage
Koyi bhi ho mere samne kam lage
Thoda thoda mehka gulab
Thodi thodi chalki sharab
Thoda kaliyo ka
Ras jab milaya gaya
Tab yeh meraa badan
Janeman banaya gaya
Jo mujhe dekhle dekhta hi rahe
Mere bare me woh sochta hi rahe
Ho abb mujhe apni
Baho me bharle sanam
Pyar tu mujhse ji
Bhar ke karle sanam
Thoda thoda thoda hijaab
Thodi thodi masti shabaab
Thoda kaliyo ka ras
Jab milaya gaya
Tab yeh tra badan janeman
Banaya gaya banaya gaya
Thoda thoda sone ka rang
Thodi thodi chandi ki chamak
Thoda thoda sone ka rang
Thodi thodi chandi ki chamak
Thoda thoda thodi
Thodi thoda thoda.