hai ma khuda to nahi tu magar mai
jaha bhi rahu tu mere sath hai
o jaise ho rehmat ka badal koi
jaise ho rehmat ka badal koi
teri mamta ke aanchal ki kya bat hai
hai ma khuda to nahi tu magar mai
jaha bhi rahu tu mere sath hai
tu mere sath hai tu mere sath hai
is zami ke tale band aankhe teri
is zami ke tale band aankhe teri
aaj bhi chum jati hai chehara mera
haye chehara mera ho ye chehara mera
aaj bhi rat ko roz sunta hai dil
aaj bhi rat ko roz sunta hai dil
dhadkano me teri loriyo ki sada
loriyo ki sada loriyo ki sada
ma ghar se jo niklu to lagta hai yu
ghar se jo niklu to lagta hai yu
jaise baho ko thame tera hath hai
hai ma khuda to nahi tu magar mai
jaha bhi rahu tu mere sath hai
hai ma khuda to nahi tu magar mai
jaha bhi rahu tu mere sath hai
jaise ho rehmat ka badal koi
jaise ho rehmat ka badal koi
teri mamta ke aanchal ki kya bat hai
tu pyar ka diya hai mai zindagi ka rahi
tu pyar ka diya hai mai zindagi ka rahi
teri hi jyot pakar jagmag nagar hai man ka
jagmag nagar hai man ka jagmag nagar hai man ka
mujhme basi hai aisi khushbu teri dua ki
ha mujhme basi hai aisi khushbu teri dua ki
jivan mehak raha hai ya phul hai chaman ka
tujhse suhana tha bachpan mera
naujawani sitaro bhari rat hai
hai ma khuda to nahi tu magar mai
jaha bhi rahu tu mere sath hai